Sunday 7 February 2021

कौन हैं ये कायस्थ

कायस्थ को छोड़कर सभी के 13 गोत्र हैं. कायस्थ के 12 गोत्र हैँ. 
एक कायस्थ ही है जिन्हे सभी गोत्र से ही जानते है.. जैसे-श्रीवास्तव जी, माथुर जी, गौड़ जी, भटनागर जी, अम्बसठा जी आदि.
और तो और..कायस्थों को मनुष्य भी नहीं कहा जा सकता है.. यह चौकाने वाली बात है.. पर सत्य है..मनु के वंशज ही मनुष्य कहे जाते है.. और कायस्थ मनु वंश का है ही नहीं.. मनु को ब्रह्म जी उत्पन्न किये थे.. इस तरह 13 पुत्र उत्पन्न किये..जिनके नाम पर मनु वंशज (मनुष्य ) गौत्र का नाम पड़ा.
कायस्थ ब्रह्म जी के तप से प्रसन्न होकर स्वयंभु महाकाल ही चित्रगुप्त जी के रूप में प्रकट होकर आगे सृष्टि संतुलन का भार उठाया.. उसी महाकाल चित्रगुप्त का वंशज है..अतः कायस्थ देव वंशज है.. मतलब देव है.. सबके लिए पूज्य और आराध्य भी हैं.

प्रश्न - काश्यप गोत्र किन कायस्थों का होता है ? उत्तर - कायस्थ कभी भी काश्यप गौत्र के  हो ही नहीं सकते.. कश्यप अत्रि आदि 13 ऋषियों के नाम पर  चलने वाला गौत्र..कायस्थ के लिए नहीं.. कश्यप के दो पत्नियों दिति और अदिति के पुत्रों का वंशज काश्यप गौत्र में आते हैँ.. जिससे कायस्थ का कोई सम्बन्ध नहीं.. मूल रूप कायस्थों का चित्रगुप्त हैँ... भगवान चित्रगुप्त जी की दो पत्निया माँ इड़ावती/इड़ा/वामावती/शोभावती/मृत्यु देवी तथा माता जगनंदिनी/सुदक्षिणा/दक्षिणावती/पिंगला/पिंगलावती हैं । दोनों पत्नियों से बारह पुत्र – 1.श्रीवास्तव 2.सक्सेना 3.माथुर 4.कुलश्रेष्ठ 5.भटनागर 6.निगम 7.अम्बष्ट 8.सूरध्वज 9.कर्ण 10.गौड़ 11.अस्थाना व 12.बाल्मीक.. इन्हीं के नाम पर गौत्र पड़ा.. कायस्थ ही एक ऐसे सत्य रूप है जो अपने गोत्र से पहचाना जाता है.  
आपस में सम्बंधित या जुड़े हुए वंशजों के समूह को गोत्र कहा जाता है. गोत्र की अंग्रेजी Clan होती है.. 🔱 इनमें से बाल्मीकि जी ने ही "रामायण" लिखा है.
🔱 इनमें से जो अम्बष्ठ हैं उनका नाम हिमवान है. इन्हे ही पर्वतराज हिमवान या हिमालय कहा जाता है.. माता पार्वती का जन्म हिमवान और मैना माता के द्वारा ही हुआ.
आलेख साभार :
मुकुंद नंदन.
पता -
उज्वल भविष्य दर्शन
ज्योतिष तंत्र वास्तु
शोध संस्थान
आरा, भोजपुर, बिहार.

Tuesday 5 January 2021

VAH PRETANI USKI VIVAH NAHI HONE DE RAHI THI

Yah Ghatna Satya Hai .. Iske Pratyaksha Sakshi Log Bhi Hai. Is Satya Katha Ko Batlane Se Pahle Patron Ka Sankshipta Parichay Dena Anivarya Samajhta Hun...
Patra : B. Gupta (Father} .. Uski Mata, Ek Bhai V. Kr. Gupta Aur Jiski Vivah Honi Thi .. Uske Sahit Char Bahane .. Tatha Siya Ram Gupt "Nirbhay". Ye Sabhi Patra Arrah, Bhojpur, Bihar Ke Hi Hain. 
Ghatna Kram Is Prakar Hai - Ek Din Siya Ram Gupt "Nirbhay" .. Achanak Hi Mere Pas Padhare. Kushal-Kshem-Swagat-satkar Hone Ke Bad Ve kahne Lage - " Mai Aapke Pas Ek Nivedan Lekar Aaya Hun .. Mere Mitra Ke Eklaote Ladka Kuchh Parivarik Pareshaniyo Se Gujar Raha Hai .. Iska Aap Samadhan Kijiye." .. Maine Janma Kundali Manga To Ve Kahne Lage Ki, Aapko Mere Sath Unke Ghar Chalna Hoga. Maine Kaha-" Mai To Kisi Ke Ghar Is Karya Hetu Jata Hi Nahi Hun." .. Ve Jidda Par Dat Gaye Ki, Aapko Ab Chalana Hi Hoga. Antato-Gatva Mujhe Unke Sath Us Ghar Me Jana Hi Pada. Siya Ram Gupt Ki Sankshipt Parichay Jagaran Patrika Me Bhi Di Hui Hai .. Jisko Yanha Bhi Dekha Ja Sakta Hai - http://m.jagran.com/bihar/bhojpur-nhi-rhe-bhumukhi-prtibha-ke-dhni-siyaram-14949980.html 
Mai Aur Unke Aavas Par Ja Pahuncha. Ve Jis Makan Me Rahte Hai .. Thik Usi Ke Niche Unka Apna SHOP Chalta Hai. B. Gupta Sadar Dukan Ke Andar Se Upar Makan Me Apne Parivar Ke Bich Le Gaye. Kuchh Der Bad Mere Mangane Par Parivar Ke Sabhi Sadasyon Ki Janma-Kundalyon Ko Mere Samne Prastut Kiya Gaya .. Jo Ki, Kisi Aur Ke Dwara Bavayi Gayi Thi .. Jisme Faladesh Ke Rup Me Badi-Badi Dinge Mari Hui Thi. Maine Kaha Ki, Koi Bhi Fal Ya Salah Khud Ke Dwara Banayi Gayi Janma-Kundali Ke Dwara Hi Deta Hun. 
Ve Kahne Lage Tab Tak Aap Isi Se Dekhiye Mai Baad Me Mai Aapko Janma-Kundali Banane Ko Deta Hun .. Fir Mai Study Karne Laga .. Study Ke Dauran Us Ghar Me Mujhe Vichitra Anubhutiyan Hui .. Jo Is Prakar Hai - * Ghar Me Prabal Vastu - Dosh 
* Ghar Ke Andar Ajib Sa Gandh 
* Kamare Ka Tapman Samanya Taap Se Bahut Kam Hona 
* Kisi Ka Chhup Kar Bat Sun Ne Ki Koshish Karna .. Jabki, Vanha Par Koi Maujud Na Hona. 
* Aisa Lagna Jaise Ki, Koi Najar Chhupakar Teji Se Bhaga Ho ..!! 
* Aisa Mahsus Ho Raha Tha Ki, Koi Shrap De Raha Ho .. Bad-Dua Ki Juban Bol Raha Ho .. Jabki, Hakikat Me Vanha Koi Aisi Bat Ho Nahi Rahi Thi. .. Astu .. .. Mai Ek-Ek Karke Sari Kundaliyon Ko Dekh Dala .. Sabhi Kundaliyan "Prabal Vivah Pratibandhak" Yog Vali Thi. Kisi Ki Bhi Janma-Kundali Kisi Dusare Ke Bhagya Ko Sahyog Nahi De Rahi Thi....Sankshep Me Kaha Jaye To Yahi Kaha Jayega Ki, Ye Kundaliyan Aajanma Kunvari Rahne Ka Yog Batla Rahi Thi...... Aur Ant Me Maine Spasht Shabdon Me Kah Diya - " Aapki Samasya Ka Samadhan Hona Bahut Kathin Hi Nahi Asambhav-Sa Bhi Hai." 
Mera Aisa Kahne Par B. Gupta Mujhe Gher -Sa Liya Aur Kahne Lage -- " Aap Aisa Kaise Kah Sakte Hai .. Aap Se Pahle Bahut Logon Se Maine Dikhlaya Hai .. Par Kisi Ne Aisa Nahi Kaha .. Maine Is Karya Hetu Lakhon Funk Diye .... !! 
Maine Kaha -- Sabhi Ne Kaha Hoga Ki, Aapka Kaam Ho Jayega .. Par Kya Unke Kahe anusar Aapka Kaam Hua ? .. Nahi ! Kaam Nahi Hua - Unhone Kaha. 
Mai To Aapko Pahle Hi Batla Raha Hun .. Kaam Nahi Hoga To Isme Anuchit Kya Hai ? 
Nahi Aapko Meri Madad Karni Hi Hogi .. Aap Kisi Tarah Mujhe Ubariye Bas Mai Aur Kuchh Nahi Janta !! 
Bahut Kathin Hai Yah Kaam !! 
Mai Sab Kathinayi Jhelne Ko Taiyar Hun . 
Kafi Samaya Lag Sakta Hai ! 
Mai Samay Ka Intjar Karne Ke Liye Bhi Taiyar Hun ! 
Aapko Bahut Kuchh Raddo-Badal Karne Pad Sakte Hai. 
Mai Raddo-Badal Karne Ke Liye Bhi .. Taiyar Hun .. Bas Aap Mera Kaam Kar Dijiye .. Mai Aapka Pichh Nahi Chhodunga !! 
Aap Mera Pichha Nahi Chhodenge To Nissandeh !! Durbhagya Aapka Pichha Avshya Hi Chhod Degi .. Kahte Hue Mai Unke Makan Se Bahar Nikal Aaya. 
Ve Kahne Lage Mai Kal Aapke Paas Aa Raha Hun. Iske Bad Mai Apne Nij Sthan Ki Or Tatha Nirbhay Ji Apne Nij-sthan Ki Or Ravana Ho Gaye. 
 
Agale Din Ve Aakar Janma-Kundali Banavane Ka Order Diya. Janma-Kunali Banayi Gayi .. Faladesh Aur Upay Likha Gaya
Sabhaar : Mukund Nandan
Add.-
Ujwal Bhavishya Darshan
Jyotish Tantra Vastu
Shodh Sansthan
Khetari Nehru Nagar
Arrah - 802301
Bhojpur, Bihar
WhatsApp/Ph. - 09334534189
Aapke Liye Anya Jankariyan Yanha Bhi Hai -
Jyotish-Tiantra-Vastu Samgri - http://yormukund.wordpress.com
whatsApp -- 09334534189